So guys, I am
back with my another unique shayari collection on baat nahi karne ki shayari. This shayari will surely add colours to
your life and make your lovelife spicy. Dont hesitate to share it with the
people around you. Guys dont forget to checkout our other shayari collection on
love shayari, romantic gf bf shayari , funny shayari, attitude shayari etc.
This post informate you all and provide you all the Awesome shayari on Baat nahi karne ki shayari, ruthne manane ki shayari, gussa shayari, sorry shayari, बात ना करने की शायरी, हिंदी शायरी गुस्सा शायरी, उर्दू शायरी, etc
Har koi rota nahi asshu dikhane ke liye,
Ruthne ka maza jab aata hai,
Jab hota hai koi manane ke liye....
Iss kadar ham yaar ko manaane nikale
uske chaahat ke ham divaane nikale..
jab bhee use dil ka haal bataana chaaha
uske hothon se waqt na hone ke bahaane nikale.
Naakaam theen meree sab koshishen us ko manaane ki
pata nahi kahaan se seekhee jaalim ne adaen rooth jaane kee..
Baat Na Karne Ki Shayri
Bahane banana koi unse sikhe,
Banakar mitana koi unse sikhe,
Sabab ruthne ka bhi hota hai Lekin,
yu hi ruth jaana koi unse sikhe....
Ruthe hue ko mana lenge hum,
Beete hue dino ko bhula denge hum,
Chal nai shurwat karte hai
duniya ke kayde tod kar zindagi basa lenge hum....
baat nahi karne wali shayari
Udas Hai Dil Aur Ankho Me Nami Hai,
Jaise Rutha Hai Asman Aur Khamosh Ye Zami Hai,
Yaad Na Karne Ki Koi To Waja Batao,
Naraz Ho Ya Waqt Ki Kami Hai......
Baat naa karne ki shayari images
Bahut Udas Hai Koyi Shakhs Tere Jane Se,
Ho Sake To Lout Ke Aaja Kisi Bahane Se,
Tu Lakh Khafaa Ho Par Ek Bar To Dekh Le,
Koyi Bikhar Gaya Hai Tere Rooth Jane Se......
Ho Sakta Hai Humne Aapko Kabhi Rula Diya,
Aapne Duniya Ke Kehne Pe Humein Bhula Diya,
Hum Toh Waise Bhi Akele The Iss Duniya Mein,
Kya Hua Agar Aapne Ehsaas Dila Diya.....
Ho Sakta Hai Humne Aapko Kabhi Rula Diya,
Aapne Duniya Ke Kehne Pe Humein Bhula Diya,
Hum Toh Waise Bhi Akele The Iss Duniya Mein,
Kya Hua Agar Aapne Ehsaas Dila Diya.....
Baat naa karne ki shayari Hinglish
Khata Ho Gaayi Toh Phir Sazaa Suna Do,
Dil Mein Itna Dard Kyun Hai Wajah Bata Do,
Derr Ho Gayi Hai Yaad Karne Mein Zarur,
Lekin Tumko Bhula Denge Yeh Khayal Mita Do....
Na Teri Shaan Kam Hoti Na Rutba Hi Ghata Hota,
Jo Gusse Mein Kaha Tumne Wahi Hans Ke Kaha Hota....
Kaha Se Lau Hunar Use Manane Ka,
Koi Jawab Nai Tha Uske Rooth Jane Ka,
Mohabbat Me Saza Muje Hi Milni Thi,
Kyuki Jurm Maine Kiya Unse Dil Lagane Ka.....
Ruthne manane wali shayari
Hum ruthe to kiske bharose,
Kaun aayega hame manane ke liye,
Ho sakta hai Tarash aa bhi jaye aapko ,
Par dil kaha se Laye Aap se ruth Jane ke liye .....
Humne Bhi Kisi Se Pyar Kiya Tha,
Hathon Mein Phool Lekar Intejaar Kiya Tha,
Bhool Unki Nahi Bhool To Hamari thi,
Kyuki Unhone Nahin ,Hamne unse pyar kiya tha....
Har subah duaa dena fitrat hai meri ,
har ek ko khus dekhana hasrat Hai meri,
Mana Kisi ko yaad aaun Ya na aaun,
sabko duaao me yad rakhana aadat hai meri …
Baat naa karne ki shayari urdu
Teri Wafa Ke Takaaje Badal Gaye Varna
Mujhe Toh Aaj Bhi Tujhse Ajeej Koi Nahi.
Teri Khamoshi Agar Teri Majboori Hai,
Toh Rehne De Ishq Kaun Sa Jaruri Hai......
Koi Achha Lage Toh Unse Pyaar Mat Karna,
Unke Liye Apni Neende Bekar Mat Karna,
Do Din Toh Aayenge Khushi Se Milne,
Teesre Din Kahenge Intezaar Mat Karna...
Ye roothna, manaana adayen hai mohababt ki
Chatpata na ho to khane mein maza kya hai?
Akele mein tumhari yaad aana accha lagta hai,
Tumhi se roothna tumko manaana accha lagta hai...
Hindi quote image on friends
pehali mohabbat meri ham jaan na sake,
pyaar kya hota hai ham pahachaan na sake,
hamne unhe dil mein basa liya is kadar ki,
jab chaaha unhe dil se nikaal na sake.......
Mohabbat ko jab log khuda maanate hai,
pyaar karne vaalon ko kyon bura maanate hai,
jab jamaana hee patthar dil hai,
phir pathar se log kyon dua maangate hai....
Banane Wale Ne Bhi Tujhe,
Kisi Karan Se Banaya Hoga,
Chhoda Hoga Jab Zameen Par Tujhe,
Uske Seene Mein Bhi Dard To Aaya Hoga......
Guys Do
share this stories with your friends and family and grow your love towards
them. Add them to your instagram,facebook, whatsapp.
0 Comments